Kitne Hi Faisle Kiye Par Kahan Ruk Saka Hun Main
kitne hī faisle kiye par kahāñ ruk sakā huuñ maiñ aaj bhī apne vaqt par ghar se nikal paḌā huuñ
kitne hī faisle kiye par kahāñ ruk sakā huuñ maiñ aaj bhī apne vaqt par ghar se nikal paḌā huuñ
rifāqat kī ye ḳhvāhish kah rahī hai ka.ī din se vo mujh meñ rah rahī hai pukārā hai kuchh aise
tuġhyānī se Dar jaatā huuñ jism ke paar utar jaatā huuñ āvāzoñ meñ bahte bahte ḳhāmoshī se mar jaatā huuñ
ā.īne ke āḳhirī iz.hār meñ maiñ bhī huuñ shām-e-abad-āsār meñ dekhte hī dekhte gum ho ga.ī raushnī baḌhtī huī raftār
kahīñ ye lamha-e-maujūd vāhima hī na ho jo ho rahā hai ye sab pahle ho chukā hī na ho vo
phir usī dhun meñ usī dhyān meñ aa jaatā huuñ tujhe miltā huuñ to ausān meñ aa jaatā huuñ be-nishāñ
dinoñ meñ din the shaboñ meñ shabeñ paḌī huī thiiñ sabhī kahāniyāñ ik taaq meñ paḌī huī thiiñ azaan gūñjī
charāġh-e-kushta se qindīl kar rahā hai mujhe vo dast-e-ġhaib jo tabdīl kar rahā hai mujhe ye mere miTte hue lafz
sūraj nikalne shaam ke Dhalne meñ aa rahūñ maiñ kyā ajab rutoñ ke badalne meñ aa rahūñ bārish barasne dhuup
jis bhī lafz pe uñgliyāñ rakh de saaz kare nazm kī marzī kaise bhī āġhāz kare kaun lagā.e qadġhan ḳhvāb