Wamandagi-E-Shauq
khadi raho isi jagah isi tarah khadi raho safed barf ki chatan qatra qatra gal rahi hai galne do siyah
khadi raho isi jagah isi tarah khadi raho safed barf ki chatan qatra qatra gal rahi hai galne do siyah
andhi ki zad men sham-e-tamanna jalai jaae jis tarah bhi ho laaj junun ki bachai jaae be-ab o be-giyah hai
andhiyan aati thiin lekin kabhi aisa na hua khauf ke maare juda shakh se patta na hua ruuh ne pairahan-e-jism
aankh ki ye ek hasrat thi ki bas puuri hui ansuon men bhiig jaane ki havas puuri hui aa rahi
aahat jo sunai di hai hijr ki shab ki hai ye raae akeli meri nahin hai sab ki hai sunsan
asman kuchh bhi nahin ab tere karne ke liye main ne sab tayyariyan kar li hain marne ke liye is
aise hijr ke mausam kab kab aate hain tere alava yaad hamen sab aate hain jagti ankhon se bhi dekho
ajiib saneha mujh par guzar gaya yaaro main apne saae se kal raat dar gaya yaaro har ek naqsh tamanna
aks ko qaid ki parchhain ko zanjir karen saat-e-hijr tujhe kaise jahangir karen paanv ke niche koi shai hai zamin
bahte dariyaon men paani ki kami dekhna hai umr bhar mujh ko yahi tishna-labi dekhna hai ranj dil ko hai