Urus-e-Subh Ne Li Hai Machal Ke Angdai
urus-e-sub.h ne li hai machal ke angdai saba ki narmi-e-raftar hai surur-angez ye vaqt hai ki ibadat ka ehtimam karen
urus-e-sub.h ne li hai machal ke angdai saba ki narmi-e-raftar hai surur-angez ye vaqt hai ki ibadat ka ehtimam karen
mah-o-anjum ke sard honton par ham-nashin tazkira hai sadiyon ka jaam utha aur dil ko zinda rakh asman maqbara hai
kharabat-e-manzil gah-e-kahkashan hai vagarna har ik chiiz zulmat-nishan hai lab-e-mah-o-anjum pe saaqi azal se tira zikr hai ya miri dastan
marmarin marqadon pe vaqt-e-sahr mai-kashi ki bisat garm karen maut ke sang-dil ghilafon ko sagharon ki khanak se narm karen
jaam utha aur faza ko raqsan kar khud-ba-khud koi rut nahin phirti vaqt ki tang-dil surahi se mai ki ik
kitni sadiyon se azmat-e-adam ijz-e-fitrat pe muskurati hai jab mashiyyat ki koi pesh na jaae maut ka faisla sunati hai
shaam hai aur paar naddi ke ek nanha sa be-qarar diya yuun andhere men timtimata hai jaise kashti ke dubne
par laga kar udega naam tira le faqiran-e-mai-kada ki dua khubsurat mughanniya! hans kar shairon ko zara sharab pila
zindagi ik fareb-e-paiham hai muskura kar fareb khata ja raushni qarz le ke saaqi se sard raton ko jagmagata ja
ye vo faza hai jahan farq-e-sub.h-o-sham nahin ki gardishon men yahan zindagi ka jaam nahin dayar-e-pak men mat padh kalam-e-ruh-afza