Aae Kuchh Abr Kuchh Sharab Aae
aae kuchh abr kuchh sharab aae is ke baad aae jo azaab aae bam-e-mina se mahtab utre dast-e-saqi men aftab
aae kuchh abr kuchh sharab aae is ke baad aae jo azaab aae bam-e-mina se mahtab utre dast-e-saqi men aftab
aaj yuun mauj-dar-mauj gham tham gaya is tarah gham-zadon ko qarar aa gaya jaise khush-bu-e-zulf-e-bahar aa gai jaise paigham-e-didar-e-yar aa
”aap ki yaad aati rahi raat bhar” chandni dil dukhati rahi raat bhar gaah jalti hui gaah bujhti hui sham-e-gham
gadi hain kitni saliben mire dariche men har ek apne masiha ke khuun ka rang liye har ek vasl-e-khuda-vand ki
ab jo koi puchhe bhi to us se kya sharh-e-halat karen dil thahre to dard sunaen dard thame to baat
ab ke baras dastur-e-sitam men kya kya baab izad hue jo qatil the maqtul hue jo said the ab sayyad
ab vahi harf-e-junun sab ki zaban thahri hai jo bhi chal nikli hai vo baat kahan thahri hai aaj tak
baat bas se nikal chali hai dil ki halat sambhal chali hai ab junun had se badh chala hai ab
chand nikle kisi janib tiri zebai ka rang badle kisi surat shab-e-tanhai ka daulat-e-lab se phir ai khusrav-e-shirin-dahanan aaj arzan
kuchh mohtasibon ki khalvat men kuchh vaaiz ke ghar jaati hai ham bada-kashon ke hisse ki ab jaam men kam-tar