• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / daricha

daricha

faiz-ahmad-faiz

gadi hain kitni saliben mire dariche men

har ek apne masiha ke khuun ka rang liye

har ek vasl-e-khuda-vand ki umang liye

kisi pe karte hain abr-e-bahar ko qurban

kisi pe qatl mah-e-tabnak karte hain

kisi pe hoti hai sarmast shakh-sar-e-do-nim

kisi pe bad-e-saba ko halak karte hain

har aae din ye khudavandagan-e-mehr-o-jamal

lahu men gharq mire gham-kade men aate hain

aur aae din miri nazron ke samne un ke

shahid jism salamat uthae jaate hain

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phir Rah-E-Ishq Wahi Zad-E-Safar Mange Hai

Nikhat-E-Zulf Ko Ham-Rishta-E-Jaan Kahta Hun

Shauq Baqi Nahin Baqi Nahin Ab Josh-O-KHarosh

Shuur-O-Fikr Ki Tajdid Ka Guman to Hua

Shishe Ke Muqaddar Mein Badal Kyun Nahin Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet