Zalam-E-Bahr Mein Kho Kar Sambhal Ja
zalam-e-bahr men kho kar sambhal ja tadap ja pech kha-kha kar badal ja nahin sahil tiri qismat men ai mauj!
zalam-e-bahr men kho kar sambhal ja tadap ja pech kha-kha kar badal ja nahin sahil tiri qismat men ai mauj!
tiri duniya jahan-e-murgh-o-mahi miri duniya fughan-e-subh-gahi tiri duniya men main mahkum o majbur miri duniya men teri padshahi!
tire siine men dam hai dil nahin hai tira dam garmi-e-mahfil nahin hai guzar ja aql se aage ki ye
tira tan ruuh se na-ashna hai ajab kya aah teri na-rasa hai tan-e-be-ruh se be-zar hai haq khuda-e-zinda zindon ka
tira andesha aflaki nahin hai tiri parvaz laulaki nahin hai ye maana asl shahini hai teri tiri ankhon men bebaki
makani huun ki azad-e-makan huun jahan men huun ki khud saara jahan huun vo apni la-makani men rahen mast mujhe
koi dekhe to meri nai-navazi nafs hindi maqam-e-naghma tazi! nigah aluda-e-andaz-e-afrang! tabiat ghaznavi qismat ayazi!
khudi ki khalvaton men gum raha main khuda ke samne goya na tha main! na dekha aankh utha kar jalva-e-dost
javanon ko miri ah-e-sahar de phir in shahin bachon ko bal-o-par de khudaya aarzu meri yahi hai mira nur-e-basirat aam
ata aslaf ka jazb-e-durun kar sharik-e-zumra-e-la-yahzanun, kar khirad ki gutthiyan suljha chuka main mire maula mujhe sahib-e-junun kar