Taswir-E-dard
nahin minnat-kash-e-tab-e-shunidan dastan meri khamoshi guftugu hai be-zabani hai zaban meri ye dastur-e-zaban-bandi hai kaisa teri mahfil men yahan to
nahin minnat-kash-e-tab-e-shunidan dastan meri khamoshi guftugu hai be-zabani hai zaban meri ye dastur-e-zaban-bandi hai kaisa teri mahfil men yahan to
chin-o-arab hamara hindostan hamara muslim hain ham vatan hai saara jahan hamara tauhid ki amanat sinon men hai hamare asan
saare jahan se achchha hindostan hamara ham bulbulen hain is ki ye gulsitan hamara ghurbat men hon agar ham rahta
auron ka hai payam aur mera payam aur hai ishq ke dard-mand ka tarz-e-kalam aur hai tair-e-zer-e-dam ke naale to
(undulus ke maidan-e-jang men) ye ghazi ye tere pur-asrar bande jinhen tu ne bakhsha hai zauq-e-khudai do-nim un ki thokar
khuda tujhe kisi tufan se ashna kar de ki tere bahr ki maujon men iztirab nahin tujhe kitab se mumkin
kyuun zayan-kar banun sud-faramosh rahun fikr-e-farda na karun mahv-e-gham-e-dosh rahun naale bulbul ke sunun aur hama-tan gosh rahun ham-nava main
bazm-e-jahan men men bhi huun a sham-e-dardmand faryad dar girah-e-sifat daana sipand di ishq ne hararat-e-soz-e-darun tujhe aur gul-farosh ashk
sune koi miri ghurbat ki dastan mujh se bhulaya qissa-e-paiman-e-avvalin men ne lagi na meri tabiat riyaz-e-jannat men piya shuur
hua khema-zan karvan-e-bahar iram ban gaya daman-e-koh-sar gul o nargis o sosan o nastaran shahid-e-azal lala-khunin kafan jahan chhup gaya