Farigh Mujhe Na Jaan Ki Manind-E-Subh-O-Mehr

mirza-ghalib

farigh mujhe na jaan ki manind-e-subh-o-mehr hai dagh-e-ishq zinat-e-jeb-e-kafan hunuz hai naz-e-muflisan zar-e-az-dast-rafta par huun gul-farosh-e-shokhi-e-dagh-e-kohan hunuz mai-khana-e-jigar men yahan