• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai

dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai

mirza-ghalib

dil-e-nadan tujhe hua kya hai

akhir is dard ki dava kya hai

Foolish heart what ails you pray?

Can antidotes this ache allay?

ham hain mushtaq aur vo be-zar

ya ilahi ye majra kya hai

I’m ardent and she turns away

Lord! what is this game you play?

main bhi munh men zaban rakhta huun

kaash puchho ki muddaa kya hai

I too am capable of speech

Just ask me what I want today

jab ki tujh bin nahin koi maujud

phir ye hangama ai khuda kya hai

when but for you, naught else exists

why then o lord this noisy fray?

ye pari-chehra log kaise hain

ghamza o ishva o ada kya hai

…

…

shikan-e-zulf-e-ambarin kyuun hai

nigah-e-chashm-e-surma sa kya hai

…

…

sabza o gul kahan se aae hain

abr kya chiiz hai hava kya hai

…

…

ham ko un se vafa ki hai ummid

jo nahin jante vafa kya hai

From her I hope for constancy

who knows it not, to my dismay

haan bhala kar tira bhala hoga

aur darvesh ki sada kya hai

good you do and goodness reap

what else does the dervish say

jaan tum par nisar karta huun

main nahin janta dua kya hai

to you I do bequeath my life

I know not what it is to pray

main ne maana ki kuchh nahin ‘ghalib’

muft haath aae to bura kya hai

Ghalib’s worthless I accept

but if comes free then why delay?

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Use Betab Ho Kar Sochti Hun

Tufan Se Takrana Us Ka to Watira Hai

Bahut Jumud Tha Be-Hauslon Mein Kya Karta

ahmad-husain-mail

Wo But Pari Hai Nikalen Na Baal-O-Par Tawiz

bashir-badr

Agar Yaqin Nahin Aata To Aazmae Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet