• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere honTon Pe Tere Nam Ki Larzish to Nahin

Mere honTon Pe Tere Nam Ki Larzish to Nahin

mere honTon pe tere naam ki larzish to nahin

ye jo ankhon men chamak hai koi ḳhvahish to nahin

rang malbus hue lams hui hai ḳhush-bu

aaj phir shahr men phulon ki numa.ish to nahin

ek hi saans men dohra.e chale jaate hain

ye mohabbat kahin alfaz ki varzish to nahin

dekhta rahta huun chup-chap guzarte badal

ye ta.alluq bhi koi dhuup ki barish to nahin

tum kabhi ek nazar meri taraf bhi dekho

ik tavaqqo hi to hai koi guzarish to nahin

mil bhi jaa.en kahin ankhen to marammat na karen

ham men aisi koi talḳhi koi ranjish to nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aal-e-ahmad-suroor

Nawa-E-Shauq Mein Shorish Bhi Hai Qarar Bhi Hai

poet

Kal Wasl Mein Bhi Nind Na Aai Tamam Shab

uThane Wale Ye Ek Baat Hai Batane Ki

Mahsus Lams Jis Ka Sar-E-Rah-Guzar Kiya

poet

Jahannam Se Pahle Jahannam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet