• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Wade Ko Kabhi jhuT Nahin Samjhunga

Tere Wade Ko Kabhi jhuT Nahin Samjhunga

tere va.ade ko kabhi jhuuT nahin samjhunga

aaj ki raat bhi darvaza khula rakkhunga

dekhne ke liye ik chehra bahut hota hai

aankh jab tak hai tujhe sirf tujhe dekhunga

meri tanha.i ki rusva.i ki manzil aa.i

vasl ke lamhe se main hijr ki shab badlunga

shaam hote hi khuli saḌkon ki yaad aati hai

sochta roz huun main ghar se nahin niklunga

ta-ki mahfuz rahe mere qalam ki hurmat

sach mujhe likhna hai main husn ko sach likkhunga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

hatim-ali-mehr

Humse Kinara Kyun Hai Tere Mubtala Hain Hum

Sufi

Aarzu Ko Salam Karte Hain

gulzar

Ek daur

Majburi Lachaari Likh

Naqd-E-Jaan Ki Mere Saughat Abhi Baqi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet