• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Siyah Raat Nahin Leti Nam Dhalne Ka

Siyah Raat Nahin Leti Nam Dhalne Ka

siyah raat nahin leti naam Dhalne ka

yahi to vaqt hai suraj tire nikalne ka

yahan se guzre hain guzrenge ham se ahl-e-vafa

ye rasta nahin parchha.iyon ke chalne ka

kahin na sab ko samundar baha ke le jaa.e

ye khel ḳhatm karo kashtiyan badalne ka

bigaḌ gaya jo ye naqsha havas ke hathon se

to phir kisi ke sambhale nahin sambhalne ka

zamin ne kar liya kya tirgi se samjhauta

ḳhayal chhoḌ chuke kya charagh jalne ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

momin-khan-momin

Wo Kahan Sath Sulate Hain Mujhe

Ulfat Ka Anjam Bura Hai

afzal-ahmad-syed

Waqt Un Ka dushman Hai

Abhi Se Taq-E-Talab Par Na Tu Saja Mujhko

Subhen Kaisi Aag Lagane Wali Thin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet