• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazar Jo Koi Bhi Tujh Sa Hasin Nahin Aata

Nazar Jo Koi Bhi Tujh Sa Hasin Nahin Aata

nazar jo koi bhi tujh sa hasin nahin aata

kisi ko kya mujhe ḳhud bhi yaqin nahin aata

tira ḳhayal bhi teri tarah sitamgar hai

jahan pe chahiye aana vahin nahin aata

jo hone vaala hai ab us ki fikr kya kiije

jo ho chuka hai usi par yaqin nahin aata

ye mera dil hai ki manzar ujaaḌ basti ka

khule hue hain sabhi dar makin nahin aata

bichhaḌna hai to bichhaḌ ja isi do-rahe par

ki moḌ aage safar men kahin nahin aata

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ambareen-haseeb-ambar

Ye Shoale Aazmana Jaante Hain

faiz-ahmad-faiz

Na did Hai Na Sukhan Ab Na Harf Hai Na Payam

ajmal-siraj

Aur To Khair Kya Rah Gaya

poet

Gar Dil Mein Kar Ke Sair-E-Dil-E-Dagh-Dar Dekh

poet

Kis Ne Ye Socha Tha Haidar Aisa Bhi Ho Sakta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet