• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahi Tawil Si Rahen Safar Wahi Tanha

Wahi Tawil Si Rahen Safar Wahi Tanha

vahi tavil si rahen safar vahi tanha

baḌa hujum hai phir bhi hai zindagi tanha

tire baghair ujale bhi tira-saman hain

bhaTak rahi hai nigahon ki raushni tanha

jahan jahan bhi ga.i gham ke as-pas rahi

kisi maqam pe dekhi nahin ḳhushi tanha

shu.ur-e-did ka anjam dekhiye kya ho

hujum-e-vahm-o-guman aur agahi tanha

ḳhud apne shahr men bhi ab to ham kuchh aise hain

dayar-e-ghair men jaise ik ajnabi tanha

kisi ne saath nibaha bhi to bichhaḌne ko

rahi hai apne parayon men zindagi tanha

ḳhud apne-ap se beganagi ka aalam hai

sharik-e-bazm-e-nigaran bhi hain ‘rishi’ tanha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Un Aankhon Se Pahle Bhi Kahin Baat Hui Hai

Jam Takrao! Waqt Nazuk Hai

Sun Kar Kitni Aankhen Niklin

Jab Diya KHamosh Tha Aur Raushni Hoti Na Thi

jaun-eliya

dil Ki Har Baat dhyan Mein Guzri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet