• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazar Ko Bhae Jo Manzar Pahan Ke Nikla Hai

Nazar Ko Bhae Jo Manzar Pahan Ke Nikla Hai

nazar ko bhaa.e jo manzar pahan ke nikla hai

dhanak vo apne badan par pahan ke nikla hai

main aa.ina huun magar pattharon se kah dena

ik aa.ina hai jo patthar pahan ke nikla hai

vo apni aankh ki uryaniyat chhupane ko

haya ki aankh pe chadar pahan ke nikla hai

chhupa ke rakhta to tu bhi havas se bach jaata

magar tu husn ka zevar pahan ke nikla hai

zamana us ko kabhi bhi Dara nahin sakta

ḳhuda ka ḳhauf jo dil par pahan ke nikla hai

kulah sar pe nahin munsif-e-zamana ke

vo apne sar pe mira sar pahan ke nikla hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kaun Tha Jo Gunge Lafzon Ko Maani De Gaya

Chahe Ghar Mein Rok De Ya Rahguzar Mein Rok De

asrarul-haq-majaz

Aao Ab Mil Ke Gulistan Ko Gulsitan Kar den

haidar-ali-aatish

Aable Paon Ke Kya Tu Ne Hamare Tode

shad-azimabadi

Mere danton Ki Umr Ai Aarzu Mujhse Bhi Chhoti Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet