• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Apne Ghar Mein

Apne Ghar Mein

muneer-niyazi

munh dho kar jab us ne mud kar meri janib dekha

mujh ko ye mahsus hua jaise koi bijli chamki hai

ya jangal ke andhere men jaadu ki anguthi damki hai

sabun ki bhini khushbu se mahak gaya dalan

uf un bhigi bhigi aankhon men dil ke arman

motiyon jaise danton men vo gahri surkh zaban

dekh ke gaal pe nakhun ka maddham sa laal nishan

koi bhi hota meri jagah par ho jaata hairan

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abhishek-kumar-amber

Rah Bhatka Hua Insan Nazar Aata Hai

akhtar-ul-iman

Maut

gulzar

Phulon Ki Tarah Lab Khol Kabhi

Buri Baat Un Ko Hamari Lage

Hua Chale Ya Ruke KHushnuma Saman Ho Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet