• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dasht-E-Ehsas Mein Aawaz-E-Dara Milti Hai

Dasht-E-Ehsas Mein Aawaz-E-Dara Milti Hai

dasht-e-ehsas men avaz-e-dara milti hai

mujh ko har saans men tamhid-e-nava milti hai

raat so jaa.e to bedar hava milti hai

ghar ki dahliz pe qadmon ki sada milti hai

tujh ko shayad nahin malum harif-e-jada

ye saḌak dasht-e-bala-ḳhez se ja milti hai

ham jise bechna chahen vo ḳhariden kyon kar

zindagi ham se tu bazar men kya milti hai

chand paane ko musir ho koi rota bachcha

a.ina haath men de do to jaza milti hai

ghar ke shishon pe tira naam likha hai jab se

dhuup gul-dan ke phulon se ḳhafa milti hai

tujh ko sochen bhi nahin aur kahani ki tarah

baat kyon kucha-o-bazar se ja milti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek KHanuman-KHarab Ki Daulat Kahen Jise

Aaj Mahfil Mein Nae Sar Se Sanwar Aaenge

ismail-merathi

Hai Bar-E-Khuda Ki Aalam-Ara Tu Hai

Jahan bichhDe the Agar Log Wahan Mil Jate

Git Ke Baad Bhi Gae Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet