• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rifaqat Ki Ye KHwahish Kah Rahi Hai

Rifaqat Ki Ye KHwahish Kah Rahi Hai

rifaqat ki ye ḳhvahish kah rahi hai

ka.i din se vo mujh men rah rahi hai

pukara hai kuchh aise naam mera

ragon men raushni si bah rahi hai

ta.ajjub hai ki meri ungliyon men

tiri hathon ki ḳhushbu rah rahi hai

samajh paaya nahin par sun raha huun

vo sargoshi men kya kya kah rahi hai

tiri ḳhvahish kisi imkan ki surat

hamesha mujh men tah-dar-tah rahi hai

main us ki chhanv men huun ‘turk’ lekin

vo meri dhuup kaise sah rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-hamid-adam

Zindagi Ki daraaz Palkon Par

akbar-allahabadi

Be-Takalluf Bosa-E-Zulf-E-Chalipa Lijiye

poet

dil Mein Kya Usko Mila Jaan Se Hum dekhte Hain

Nahin Hai Ab Koi Rasta Nahin Hai

Apni Palkon Se Uske Ishaare uTha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet