• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Usi Dhun Mein Usi Dhyan Mein Aa Jata Hun

Phir Usi Dhun Mein Usi Dhyan Mein Aa Jata Hun

phir usi dhun men usi dhyan men aa jaata huun

tujhe milta huun to ausan men aa jaata huun

be-nishan ho rahun jab tak tiri avaz ke saath

phir kisi lafz sa imkan men aa jaata huun

jism se jaise ta.alluq nahin rahta koi

beshtar dida-e-hairan men aa jaata huun

shaḳh-e-gul se jo hava haath milati hai kahin

isi asna isi dauran men aa jaata huun

tu kisi sub.h si angan men utar aati hai

main kisi dhuup sa dalan men aa jaata huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Falsafa-O-Danish-O-Hikmat Ne Tarashe

poet

Husn-E-Surat Mein Garche Bud Nahin

khoTon Ko Bhi Khara Batana paDta Hai

Dars Lenge Dil Ke Ek Be-Rabt Afsane Se Kya

poet

Ek Raat Bakht Sun Main Rindan Ka Sat Paya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet