• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dinon Mein Din the Shabon Mein Shaben paDi Hui Thin

Dinon Mein Din the Shabon Mein Shaben paDi Hui Thin

dinon men din the shabon men shaben paḌi hui thiin

sabhi kahaniyan ik taaq men paḌi hui thiin

azaan gunji to mehrab men koi bhi na tha

bas ek rehl pe kuchh ayaten paḌi hui thiin

suna.i deta hai ab bhi muqaddas aag ke gird

vo lahn jis men ka.i hairaten paḌi hui thiin

mujhe navaza to peshani par likha us ne

vo naam jis men sabhi nisbaten paḌi hui thiin

charagh aundhe paḌe the zamin par saare

aur un ke paas men un ki laven paḌi hui thiin

na barg-o-bar hi laa.e na sa.eban hue ‘turk’

hamari shaḳhon pe kaisi girhen paḌi hui thiin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kidhar Abru Ki Uske Dhak Nahin

kishwar-naheed

Umr Mein Us Se Badi Thi Lekin Pahle Tut Ke Bikhri Main

Main Ghaar Mein Tha Aur Hawa Ke Baghair Tha

Tumhaare Hath Se Kal Hum Bhi Ro Liye Sahib

Aisi Duniya Ka Etibar Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet