• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaine Ke aaKHiri Izhaar Mein

Aaine Ke aaKHiri Izhaar Mein

a.ine ke aḳhiri iz.har men

main bhi huun sham-e-abad-asar men

dekhte hi dekhte gum ho ga.i

raushni baḌhti hui raftar men

qatra qatra chhat se hi risne lagi

dhuup ka rasta na tha divar men

apni ankhen hi main bhuul aaya kahin

raat itni bhiiḌ thi bazar men

baar baar aata raha hai tera naam

a.ina hoti hui guftar men

duur tak bichhti chali jaati thi niind

ḳhvab aata hi na tha iz.har men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-hamdani

Muztarib Hain Waqt Ke Zarraat Suraj Se Kaho

Jo Duhai De Raha Hai Koi Saudai Na Ho

Ab Shahr Mein Aqdar-Kushi Ek Hunar Hai

poet

Manzil Pe Le Ke Pahunchega Azm-e-Jawan Mujhe

Yaad Tum Aae to Phir Ban Gain Baadal Aankhen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet