• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kitne Hi Faisle Kiye Par Kahan Ruk Saka Hun Main

Kitne Hi Faisle Kiye Par Kahan Ruk Saka Hun Main

kitne hi faisle kiye par kahan ruk saka huun main

aaj bhi apne vaqt par ghar se nikal paḌa huun main

abr se aur dhuup se rishta hai ek sa mira

aa.ine aur charagh ke biich ka fasla huun main

tujh ko chhua to der tak ḳhud ko hi DhunDta raha

itni si der men bhala tujh se kahan mila huun main

ḳhushbu tire vajud ki ghere hue hai aaj bhi

tere labon ka za.iqa bhuul nahin saka huun main

ayaton jaise na-gahan javedan lams ki qasam

tere achhute jism ka pahla mukalima huun main

vaise to mera da.era puura nahin hua abhi

aisi hi koi qaus thi jis se juḌa hua huun main

jitni bhi tez dhuup ho shaḳhen hain mehrban tiri

chhanv para.i hi sahi saans to le raha huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Bain

imam-bakhsh-nasikh

Aa Gaya Jab Se Nazar Wo Shokh Harjai Mujhe

KHud Apne Ghar Mein Hain Is Tarah Aaj Aae Hue

Pas-E-Sham-E-Alam Kisi Mahr-E-Nigah Ko Dekhte The

poet

Jada-E-Rasti Hi Kafi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet