Umr Sari Yunhi Guzari Hai
umr saarī yūñhī guzārī hai din kisī ke haiñ shab hamārī hai kah rahī hai ye shām-e-tanhā.ī aaj kī raat
umr saarī yūñhī guzārī hai din kisī ke haiñ shab hamārī hai kah rahī hai ye shām-e-tanhā.ī aaj kī raat
sāñjh-savere phirte haiñ ham jaane kis vīrāne meñ sāvan jaisī dhuup likhī hai qismat ke har ḳhāne meñ us ne
maiñ ne us ko barf dinoñ meñ dekhā thā us kā chehra sūraj jaisā lagtā thā yuuñ bhī nazreñ aapas
ab ke yaaro barkhā-rut ne manzar kyā dikhlā.e haiñ jalte bujhte chehre haiñ aur maddham maddham saa.e haiñ aaj bhī
koī mausam bhī ham ko raas nahīñ vo nahīñ hai to kuchh bhī paas nahīñ ek muddat se dil ke
havā ke ruḳh par charāġh-e-ulfat kī lau baḌhā kar chalā gayā hai vo ik diye se na jaane kitne diye
chup haiñ huzūr mujh se koī baat ho ga.ī yā phir kisī se aaj mulāqāt ho ga.ī taaza lagī thī
maiñ apne-āp se ġhāfil na yuuñ huā hotā mire bhī paas agar koī aa.ina hotā zarā to soch kar itnā
kabhī shām-e-hijr guzārte kabhī zulf-e-yār sañvārte kaTī umr apnī qafas qafas tirī ḳhushbuoñ ko pukārte na vo mah-jabīnoñ kī Toliyāñ
pahle sī ab baat kahāñ hai vo din aur vo raat kahāñ hai bāteñ jaise patjhaḌ patjhaḌ sochoñ kī bārāt