• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Mausam Bhi Hum Ko Ras Nahin

Koi Mausam Bhi Hum Ko Ras Nahin

koi mausam bhi ham ko raas nahin

vo nahin hai to kuchh bhi paas nahin

ek muddat se dil ke paas hai vo

ek muddat se dil udaas nahin

jab se dekha hai shaam ankhon men

tab se qaa.em mire havas nahin

mere lahje men us ki ḳhushbu hai

us ki baton men meri baas nahin

jitna shaffaf hai tira anchal

itna ujla mira libas nahin

samne mere ek dariya hai

honT sukhe hain phir bhi pyaas nahin

jis ko chaha hai jan-o-dil se ‘hasan’

jaane vo kyuun nazar-shanas nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hum Shad Hon Kya Jab Tak Aazar Salamat Hai

Ruh Ko Aaj Naz Hai Apna Waqar Dekh Kar

Ye Duniya Hai Yahan Asli Kahani Pusht Par Rakhna

Lamhon Ke Ishaare Mein Jafa Dekh Ke Chup Hai

Baadal umDe Hain Dhuan-Dhaar ghaTa Chhai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet