Mubarak Saqi-e-Mastan Mubarak

Bedam Shah Warsi

mubarak saqi-e-mastan mubarak farogh-e-majlis-e-rindan mubarak jabin-e-shauq ke sajdon pe sajde tujhe sang-e-dar-e-janan mubarak tajalli-e-jamal-e-ru-e-janan tujhe ai dida-e-hairan mubarak ada-e-dilbari-o-dil-navazi tujhe