Lahu Tezab Karna Chahta Hai

lahū tezāb karnā chāhtā hai badan ik aag dariyā chāhtā hai mayassar se ziyāda chāhtā hai samundar jaise dariyā chāhtā

Ai Abr-E-Iltifat Tera Etibar Phir

ai abr-e-iltifāt tirā e’tibār phir āñkhoñ meñ phir vo pyaas vahī intizār phir rakhkhūñ kahāñ pe paañv baḌhā.ūñ kidhar qadam

Habs-E-Darun Pe Jism-E-Giran-Bar Sang Tha

habs-e-darūñ pe jism-e-girāñ-bār sañg thā vahshat pe merī arsa-e-āfāq tañg thā kuchh duur tak sahāb-e-rifāqat rahā rafīq phir ehtamām-e-bārish-e-tīr-o-tafañg thā