• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Barham Hain Wo Ghair Be-Haya Se

Barham Hain Wo Ghair Be-Haya Se

poet

barham hain vo ghair be-haya se

mangen kuchh aur bhi khuda se

achchha achchha adu se miliye

jaao jaao ji bala se

kya haal kahen dil-o-jigar ka

tukde tukde hai ja-ba-ja se

tuute kante to zakhm roe

aansu tapke kharash-e-pa se

rahat-talabi samajh ke ai dil

aise be-dard be-vafa se

matlub vahi ki jis ki fariyad

niklega kaam kya dua se

ro len aao gale lipat kar

fursat phir ho na ho qaza se

ham tak bhi koi shamim-e-gesu

itna kah dijiyo saba se

guzre kya jis se jaan de de

puchho to apne mubtala se

dekha sab ko ‘nasim’ dekha

khamosh bayan muddaa se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Jaane Kaun Hai Kya Hai Kahan Se Aaya Hai

aijaz-asad

Gham-e-Wafa Ko Pas-e-Pusht dalna Hoga

poet

Har Tamanna Dil Se ruKHsat Ho Gai

Dekh Kar Aapne Mayus-E-Tamanna Mujhko

Kisi Ko Zahr Dunga Aur Kisi Ko Jam Dunga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet