Abr Hai Abr Hai Sharab Sharab abr hai abr hai sharab sharab saqiya saqiya shitab shitab naama likhta huun aur kahe hai shauq qasida qasida javab javab yaar bin apni zindagi ai ḳhizr maut hai maut hai azaab azaab ye ‘raza’ ne ghazal kahi is ka sha.iran sha.iran javab javab
Leave a Reply