• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Jaan Shab-E-Hijran Teri Sakht Badi Hai

Ai Jaan Shab-E-Hijran Teri Sakht Badi Hai

poet

ai jaan shab-e-hijran tiri sakht badi hai

har pal magar is nis ki barmha ki ghadi hai

har baal men hai mera dil-e-saf giraftar

kya khuub tiri zulf men motiyan ki ladi hai

nilam ki jhalak deti hai yaqut men goya

so tere lab-e-lal pe missi ki dhadi hai

the zikr darazi ke tiri hijr ki shab ke

kya pahunchi shitab aa ke tiri umr badi hai

suraj ka jalane kuun jigar jiyun dil-e-‘faez’

ai naar tu kyuun dhuup men sar khol khadi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

TuTte Hi Dam Diyon Ka Ek Dhuan Paida Hua

Na Ye Shisha Na Ye Saghar Na Ye Paimana Bane

Puchha Ki Wajh-E-Zindagi Bole Ki Dildari Meri

Yaad Ke Sahra Mein Kuchh to Zindagi Aae Nazar

poet

Raat-Bhar Jage Sawere so Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet