• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Junun Hi Se Magar Bilkul Dil-E-Diwana Khaali Hai

Junun Hi Se Magar Bilkul Dil-E-Diwana Khaali Hai

junun hi se magar bilkul dil-e-divana ḳhali hai

na manunga asar se na.ara-e-mastana ḳhali hai

muravvat se tiri ham bekason ki sharm rah jaati

bhari mahfil men saaqi ik yahi paimana ḳhali hai

dila Dar hai kahin ka.abe pahunch kar tu na kah baiThe

ki vapas chal yahan se ab to ye but-ḳhana ḳhali hai

hamen zauq-e-asiri chhoḌta hai kab gulistan men

qafas men jab tak ai sayyad koi ḳhana ḳhali hai

ye maana ham ne ‘jauhar’ shahr chhoḌa par kahan jaa.en

vo tere dam se tha abad ab virana ḳhali hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Waiz Ke Main Zarur darane Se dar Gaya

Junun-E-Shauq Mein Mahw-E-Tamasha Ho Gae Hum Tum

sauda-mohammad-rafi

Aadam Ka Jism Jab Ki Anasir Se Mil Bana

poet

Ye Barik Unki Kamar Ho Gai

aisha-ayyub

Mere Hathon Mein Ubhra Hai Ye Naqsha Kis Tarah Ka Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet