• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hosh Us Ka Hai Be-KHudi Uski

Hosh Us Ka Hai Be-KHudi Uski

hosh us ka hai be-ḳhudi us ki

zindagi ki har ik ghaḌi us ki

duur tak malgaja sa sannaTa

aur aahaT kabhi kabhi us ki

ishq mera hai sufiyon jaisa

sirf matlub hai ḳhushi us ki

dil ko honTon se duur rakhta hai

maar Dalegi ḳhamushi us ki

tirgi chha rahi hai har janib

bevafa.i hai shaam si us ki

dekh kar ḳhush-guman hua hai dil

garm-joshi kamal ki us ki

ham-safar jis ka ḳhub-sirat ho

ḳhub-surat hai zindagi us ki

ḳhvab men dil-navaziyan ‘javed’

aur haqiqat hai be-ruḳhi us ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shafiq Mausamon Ko Humne Ru Siyah Kiya

Zindagi Ek Aag Hai Wo Aag Jalna Chahiye

akhtar-azad-1

Koi Chaudhwin-Raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga

poet

Na Hum Mahw-E-Khayal Abru-E-Kham-dar Sote Hain

Qufl Khulenge Aur Magarmachhon Ka Munh Khul Jaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet