• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat-Bhar Chand Ki Galiyon Mein Phiraati Hai Mujhe

Raat-Bhar Chand Ki Galiyon Mein Phiraati Hai Mujhe

rat-bhar chand ki galiyon men phirati hai mujhe

zindagi kitne hasin ḳhvab dikhati hai mujhe

in dinon ishq ki fursat hi nahin hai varna

us dariche ki udasi to bulati hai mujhe

toḌ deta huun ki ye bhi kahin dhoka hi na ho

jaam men jab tiri surat nazar aati hai mujhe

din isi farq ke jangal men guzar jaata hai

raat yadon ka vahi zahr pilati hai mujhe

saath jis roz se chhuTa hai kisi ka ‘azar’

jaise kamre ki har ik chiiz Darati hai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mila Hai Jabr Mein Bhi Utna iKHtiyar Mujhe

Gum-Gashta Manzilon Ka Mujhe Phir Nishan De

Hairan Hun Dil Ka Haal Chhupaun Kahan Kahan

KHamoshi Kalam Ho Gai Hai

Ek Hara Jazira Bhi Paniyon Se Aage Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet