• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Abr-E-Iltifat Tera Etibar Phir

Ai Abr-E-Iltifat Tera Etibar Phir

ai abr-e-iltifat tira e’tibar phir

ankhon men phir vo pyaas vahi intizar phir

rakhkhun kahan pe paanv baḌha.un kidhar qadam

raḳhsh-e-ḳhayal aaj hai be-iḳhtiyar phir

dast-e-junun-o-panja-e-vahshat chihar-samt

be-barg-o-bar hone lagi hai bahar phir

paspa.iyon ne gaaḌ diye daant pusht par

yuun daman-e-ghurur hua taar taar phir

nishtar tiri zaban hi nahin ḳhamshi bhi hai

kuchh rah-guzar-e-rabt hui ḳhar-zar phir

mujh men koi saval tire ma-siva nahin

mujh men yahi saval hua ek baar phir

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mushafi-ghulam-hamdani

Aah Hamraaz Kaun Hai Apna

poet

Jo Baad-E-Marg Bhi dil Ko Rahi Kanar Mein Ja

Sakin-E-Alam-E-Barbaad Nahin Samjhenge

ahmad-sajjad-babar

Jis Jagah Aagahi Muqayyad Hai

Apne Khoe Hue Lamhat Ko Paya Tha Kabhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet