• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gale Se Shab Ko Lagaya Sahar Ke Dhoke Mein

Gale Se Shab Ko Lagaya Sahar Ke Dhoke Mein

gale se shab ko lagaya sahar ke dhoke men

ham aa ga.e hain ḳhud apni nazar ke dhoke men

idhar hai aag ka dariya udhar lahu ki nadi

kahan pahunch ga.e ham rahbar ke dhoke men

kabhi chale the jahan se usi maqam pe hain

the da.eron men ravan ham safar ke dhoke men

fareb-e-husn-e-nazar hai ki sadgi dil ki

hamesha sang chune hain guhar ke dhoke men

abhi to zulmat-e-shab ka tilism baaqi hai

abhi na sham.a bujhao sahar ke dhoke men

faza.en ajnabi begana suraten ‘akram’

kahan ye aa ga.e ham apne ghar ke dhoke men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afroz-rizvi

Aaine Se Tumhaari Nazar der Se Mili

Jo Dar Khula Hai Shikasta Makan Ka Hissa Hai

Tum Shujaat Ke Kahan Qisse Sunane Lag Gae

Kaise Kahun Ki aaKHiri Apni uDan Hai

Har Ek Chehra Abhi Aashna Naya Naya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet