Iqbaal Ne Kal Ahl-E-Khayaban Ko Sunaya
‘iqbal’ ne kal ahl-e-khayaban ko sunaya ye sher-e-nashat-avar o pur-soz o tarab-nak main surat-e-gul dast-e-saba ka nahin muhtaj karta hai

fitrat miri manind-e-nasim-e-sahari hai raftar hai meri kabhi ahista kabhi tez pahnata huun atlas ki qaba lala-o-gul ko karta huun