Zaban-E-Shama Khulti Hai Na Kuchh Parwana Kahta Hai
zabān-e-sham.a khultī hai na kuchh parvāna kahtā hai magar saarā zamāna bazm kā afsāna kahtā hai ba-qadr-e-zarf qismat mere saaqī
zabān-e-sham.a khultī hai na kuchh parvāna kahtā hai magar saarā zamāna bazm kā afsāna kahtā hai ba-qadr-e-zarf qismat mere saaqī
uf mirī zindagī kī raat uf mirī zindagī ke din aisī na hai kisī kī raat aise na haiñ kisī
tāroñ vaalī raat kā aalam piine aur pilāne se saaqī ne mai khīñch ke rakh dī goyā daane daane se
jo kuchh thā muqaddar meñ gavārā to nahīñ thā dar-parda kahīñ un kā ishārā to nahīñ thā jitnī thī khaTak
chaak siine kā ba-andāz-e-jigar ho ki na ho aur phir lazzat-e-jāñ zauq-e-asar ho ki na ho tujh se ai sham.a
sau daaġh tamannāoñ ke ham khaa.e hue haiñ gul jitne haiñ is baaġh meñ murjhā.e hue haiñ sharminda huuñ maiñ
ye dhokā ho na ho ummīd hī ma.alūm hotī hai ki mujh ko duur se kuchh raushnī ma.alūm hotī hai
ai ahl-e-mohabbat kyā kahiye kyā chiiz mohabbat hotī hai kuchh ġham kī haqīqat hotī hai kuchh dil kī tabī.at hotī
taqdīr-e-sham.a jalva-e-jānāna ban gayā sho.ala uThā jo us se to pardā na ban gayā jo hāl-e-dil thā kaif meñ tāsīr-e-dard
kaho dair-o-haram yā naam apnā āstāñ rakh do sar-e-taslīm ḳham hai tum jahāñ chāho vahāñ rakh do ghaTā kar qaid-e-āzādī