• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uf Meri Zindagi Ki Raat Uf Meri Zindagi Ke Din

Uf Meri Zindagi Ki Raat Uf Meri Zindagi Ke Din

poet

uf miri zindagi ki raat uf miri zindagi ke din

aisi na hai kisi ki raat aise na hain kisi ke din

ruḳh pe hai surḳhi-e-haya rang-e-nigah-e-surmagin

jan-e-bahar ban ga.e husn ki sadgi ke din

zindagi umid-var ek ada itaab ki

aankh men kaT ga.i thi raat haa.e vo barhami ke din

paanv baḌha ke chal diya aur main dekhta raha

aah shabab-e-be-ḳhatar haa.e hansi ḳhushi ke din

‘kaifi’-e-be-qarar ab dil se banegi kis tarah

hosh ki baat rah ga.i kaT ga.e be-ḳhudi ke din

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ya Mulaqat Ke Imkan Se Bahar Ho Ja

firaq-gorakhpuri

Ek Roz Hue The Kuchh Ishaaraat Khafi Se

Jaane Kyun Baaton Se Jalte Hain Gile Karte Hain Log

Labon Tak Aaya Zaban Se Magar Kaha Na Gaya

najm-aafandi

Mohabbat Ki Wo Aahat Pa Na Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet