• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHush-Fahmiyon Ke Khel Ki Ab Kya Sabil Hai

KHush-Fahmiyon Ke Khel Ki Ab Kya Sabil Hai

ḳhush-fahmiyon ke khel ki ab kya sabil hai

kaghaz ki ek naav hai aur ḳhushk jhiil hai

sar par uTha.e dhuup ko suraj ki tarah chal

manzil kahan ye silsila-e-sang-mil hai

lashon ke Dher men abhi zinda to huun magar

mere bhi sar pe uḌti hui ek chiil hai

saaya bhi band muTThi men rakhta hai bhinch kar

uncha sa ye daraḳht nihayat baḳhil hai

main ghaav gahre paniyon ka huun na mujh se mil

tu mujh men Duub ja.egi nannhi si jhiil hai

darvaze khiḌki mujh pe ‘musavvir’ hain sab hi band

sarma ka ThiThura chand hai aur shab tavil hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ameer Khasro

More Piya Ghar Aae

ahmad-mahfuz

Us Se Rishta Hai Abhi Tak Mera

fahmida-riaz

Mere Hath

Ye Tai Nahin Ki Sada Aansuon Se Likkhenge

Palkon Pe Jo Aankhon Ki Nagine Se jaDe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet