Na Surat Kahin Shadmani Ki dekhi
na surat kahin shadmani ki dekhi bahut sair duniya-e-fani ki dekhi miri chashm-e-khun-bar men khuub rah kar bahar aap ne
na surat kahin shadmani ki dekhi bahut sair duniya-e-fani ki dekhi miri chashm-e-khun-bar men khuub rah kar bahar aap ne
kya tum ko ilaj-e-dil-e-shaida nahin aata aata hai par is tarah ki goya nahin aata ho jaati thi taskin so
na samjhe dil fareb-e-arzu ko na ham chhoden tumhari justuju ko tiri talvar se ai shah-e-khuban mohabbat ho gai hai
na sahi gar unhen khayal nahin ki hamara bhi ab vo haal nahin yaad unhen vada-e-visal nahin kab kiya tha
muqarrar kuchh na kuchh is men raqibon ki bhi sazish hai vo be-parva ilahi mujh pe kyuun garm-e-navazish hai pa-e-mashq-e-taghaful
mudava-e-dil-e-divana karte ye karte ham to kuchh achchha na karte vafa sadiq agar hoti hamari vo karte bhi to jaur
mahrum-e-tarab hai dil-e-dil-gir abhi tak baaqi hai tire ishq ki tasir abhi tak vasl us but-e-bad-khu ka mayassar nahin hota
lutf ki un se iltija na karen ham ne aisa kabhi kiya na karen mil rahega jo un se milna
kya vo ab nadim hain apne jaur ki rudad se laae hain merath jo akhir mujh ko faizabad se sair-e-gul
raushan jamal-e-yar se hai anjuman tamam dahka hua hai atish-e-gul se chaman tamam hairat ghurur-e-husn se shokhi se iztirab dil