Khub-Ruyon Se Yariyan Na Gain

hasrat-mohani

khub-ruyon se yariyan na gaiin dil ki be-ikhtiyariyan na gaiin aql-e-sabr-ashna se kuchh na hua shauq ki be-qarariyan na gaiin