• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chhup Ke Usne Jo Khud-Numai Ki

Chhup Ke Usne Jo Khud-Numai Ki

hasrat-mohani

chhup ke us ne jo khud-numai ki

intiha thi ye dilrubai ki

mail-e-ghamza hai vo chashm-e-siyah

ab nahin khair parsai ki

ham se kyunkar vo astana chhute

muddaton jis pe jabha-sai ki

dil ne barson ba-justuju-e-kamal

kucha-e-ishq men gadai ki

daam se un ke chhutna to kahan

yaan havas bhi nahin rihai ki

kya kiya ye ki ahl-e-shauq ke saath

tu ne ki bhi to bevafai ki

ho ke nadim vo baithe hain khamosh

sulh men shaan hai ladai ki

us taghaful-shiar se ‘hasrat’

ham men taqat nahin judai ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Main Jo Mar Jaun Ajab Aalam Rahe

Zindagi Uljhi Hai Bikhre Hue Gesu Ki Tarah

kishwar-naheed

dukh Ki Gutthi Kholenge

poet

Yar Ke ruKH Ne Kabhi Itna Na Hairan Kiya

poet

Mere Naza Ko Mat Us Se Kaho Hua So Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet