• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guzre Jo Apne Yaron Ki Sohbat Mein Chaar din

Guzre Jo Apne Yaron Ki Sohbat Mein Chaar din

a-g-josh

guzre jo apne yaron ki sohbat men chaar din

aisa laga basar hue jannat men chaar din

umr-e-khizar ki us ko tamanna kabhi na ho

insan ji sake jo mohabbat men chaar din

jab tak jiye nibhaenge ham un se dosti

apne rahe jo dost musibat men chaar din

ai jan-e-arzu vo qayamat se kam na the

kaate tire baghair jo ghurbat men chaar din

phir umr bhar kabhi na sukun pa saka ye dil

katne the jo bhi kat gae rahat men chaar din

jo faqr men surur hai shahi men vo kahan

ham bhi rahe hain nashsha-e-daulat men chaar din

us aag ne jala ke ye dil raakh kar diya

uthte the ‘josh’ shoale jo vahshat men chaar din

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kya Qayamat Ka Din baDa Hoga

Zard Mausam Mein Bhi Ek shaKH Hari Rahti Hai

Wo Jo Be-saKHta Hansne Ki Ada Thi Teri

Ujala Kaisa Ujale Ka KHwab La Na Sake

Main Hijr-Zad Hun Mujhe Sahra Dikhai De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet