Jis Ki Saundhi Saundhi KHushbu Aangan Aangan Palti Thi
jis kī sauñdhī sauñdhī ḳhushbū āñgan āñgan paltī thī us miTTī kā bojh uThāte jism kī miTTī galtī thī jis
jis kī sauñdhī sauñdhī ḳhushbū āñgan āñgan paltī thī us miTTī kā bojh uThāte jism kī miTTī galtī thī jis
galī kā manzar badal rahā thā qadīm sūraj nikal rahā thā sitāre hairān ho rahe the charāġh miTTī meñ jal
jab muñDeroñ pe parindoñ kī kumak jaarī thī lafz the lafzoñ meñ ehsās kī sardārī thī ab jo lauTā huuñ
hujra-e-ḳhvāb se bāhar niklā kaun ye mere barābar niklā phaḌ-phaḌāyā mire bāhar koī aur parinda mire andar niklā aañkh se
sabz-khetoñ se umaDtī raushnī tasvīr kī maiñ ne apnī aañkh se ik harf-gah tāmīr kī sun qatār andar qatār ashjār
dil kī yād-dahānī se aañkh khulī hairānī se rañg haiñ saare miTTī ke be-rañge is paanī se harf-nigārī sīkhī hai
be-sabab ho ke be-qarār aayā mere pīchhe mirā ġhubār aayā chand yādoñ kā shor thā mujh meñ maiñ use qabr
umr kī avvalīñ azānoñ meñ chain thā dil ke kār-ḳhānoñ meñ lahlahāte the khet siine ke bāñsurī baj rahī thī
hamāre bas meñ kyā hai aur hamāre bas meñ kyā nahīñ jahān-e-hast-o-būd meñ kisī pe kuchh khulā nahīñ huzūr-e-ḳhvāb der
bhulā diyā bhī agar jaa.e sarsarī kiyā jaa.e mutāle.a mirī vahshat kā lāzmī kiyā jaa.e ham aise log jo ā.inda