• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Ham-Nawa Mere Zauq-E-KHiram Ka Nikla

Na Ham-Nawa Mere Zauq-E-KHiram Ka Nikla

vna ham-nava mire zauq-e-ḳhiram ka nikla

ye rasta bhi usi narm-gam ka nikla

na.e gulon ki sada-e-shaguft tez hui

hava ke lams se rishta kalam ka nikla

musavviri na sahi kaam aa.i be-hunari

koi bahana to un se salam ka nikla

talash-e-rizq men nikle the mahr-e-sub.h liye

aqab se pahla sitara bhi shaam ka nikla

yahan bhi dhuup chali aa.i be-ḳhayali ki

ye sa.eban-e-tasavvur na kaam ka nikla

musahibon ki tarah har qadam pe ḳhaar mile

mira safar to baḌe ehtimam ka nikla

vahi shajar vahi patte vahi hava vahi aag

kalam-e-nau bhi mira rang-e-am ka nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mirza-raza-barq

Ai Sanam Wasl Ki Tadbiron Se Kya Hota Hai

Nind to Main Kama Ke Lata Hun

aftab-iqbal-shamim

Apni Kaifiyyaten Har Aan Badalti Hui Sham

Sahar-Na-Ashna Koi Nahin Hai

abdul-mannan-tarzi

Khun Jab Ashk Mein dhalta Hai Ghazal Hoti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet