Nigah-E-Husn Ki Tasir Ban Gaya Shayad
nigāh-e-husn kī tāsīr ban gayā shāyad ḳhayāl-e-zehn meñ zanjīr ban gayā shāyad vo ek naam jo tum ne miTā diyā
nigāh-e-husn kī tāsīr ban gayā shāyad ḳhayāl-e-zehn meñ zanjīr ban gayā shāyad vo ek naam jo tum ne miTā diyā
dāman-e-husn meñ har ashk-e-tamannā rakh do diin kī raah meñ hañgāma-e-duniyā rakh do zulm ke sāmne iḳhlās kā parda rakh
zauq-e-nazar ko jalvā-e-be-tāb le gayā ta.abīr ke nashāt ko ik ḳhvāb le gayā mauj-e-subuk-ḳhirām kī tahrīk hī to thā vo
husn-e-fitrat ke amiiñ qātil-e-kirdār na ban shohrat-e-ġham ke liye raunaq-e-bāzār na ban tārik-e-rasm-e-vafā aur gunahgār na ban mahram-e-ishq hai to
ye nahīñ kasrat-e-ālām se jal jaate haiñ dil tamannā-e-ḳhush-anjām se jal jaate haiñ un se pūchhe koī mafhūm-e-hayāt-e-insāñ maqbaroñ meñ
karam ke naam pe un kā itaab chāhte haiñ nigāh-e-shauq ko ham kāmyāb chāhte haiñ sukūn-e-dil meñ ġham-o-iztirāb chāhte haiñ
un kā manshā hai na phaile ḳhas-o-ḳhāshāk meñ aag ātish-e-dil na lagā dīda-e-namnāk meñ aag barq-e-ġham ban ke jo ehsās-e-nazar
na.e jahāñ meñ purānī sharāb le aa.e añdherī raat meñ ham āftāb le aa.e mire yaqīn meñ gunjā.ish-e-dalīl nahīñ javāz
ba.ad muddat ke ḳhayāl-e-mai-o-mīnā aayā zindagī phir mujhe jiine kā qarīna aayā har nafas ziist ke māthe pe pasīna aayā
tasavvur meñ jamāl-e-rū-e-tābāñ le ke chaltā huuñ añdherī raah meñ sham-e-farozāñ le ke chaltā huuñ shikasta-dil hujūm-e-yās-o-hirmāñ le ke chaltā