• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Un Ka Mansha Hai Na Phaile KHas-O-KHashak Mein Aag

Un Ka Mansha Hai Na Phaile KHas-O-KHashak Mein Aag

un ka mansha hai na phaile ḳhas-o-ḳhashak men aag

atish-e-dil na laga dida-e-namnak men aag

barq-e-gham ban ke jo ehsas-e-nazar phunk ga.i

is qadar thi tire ik jumla-e-be-bak men aag

sho.ala-e-mai ki navazish hai to lag ja.egi

saz-e-hasti ke har ik naghma-e-napak men aag

un ke angan men bhi angare baras ja.enge

ah-e-sozan na laga daman-e-aflak men aag

qafile aur bhi manzil ki taraf aate hain

tum sar-e-rah dabao na abhi ḳhaak men aag

shukr hai us ki tamanna hui puuri yarab

tere divane ki muddat se rahi taak men aag

chashm-e-fitrat se Tapakta hai mohabbat ka jalal

phail jaa.e na kahin alam-e-idrak men aag

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil-Nagar Mein Bhi Aaiye Sahib

Sufi

Chun Tu Jaan-e-Mani Ai Jaan Che Kunam Jaan-e-Jahan Ra

Hum Pe Jis Taur Bhi Tum Chaho Nazar Kar Dekho

Uski Dhun Mein Har Taraf Bhaga Kiya dauDa Kiya

Humne Zahir Kiya suKHan Mein Bahut

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet