Duniya Meri Bala Jaane Mahngi Hai Ya Sasti Hai
duniyā merī balā jaane mahñgī hai yā sastī hai maut mile to muft na luuñ hastī kī kyā hastī hai
duniyā merī balā jaane mahñgī hai yā sastī hai maut mile to muft na luuñ hastī kī kyā hastī hai
ibtidā-e-ishq hai lutf-e-shabāb aane ko hai sabr ruḳhsat ho rahā hai iztirāb aane ko hai qabr par kis shaan se
ik fasāna sun ga.e ik kah ga.e maiñ jo royā muskurā kar rah ga.e yā tire mohtāj haiñ ai ḳhūn-e-dil
zindagī jabr hai aur jabr ke āsār nahīñ haa.e is qaid ko zanjīr bhī darkār nahīñ be-adab girya-e-mahrūmi-e-dīdār nahīñ varna
na ibtidā kī ḳhabar hai na intihā ma.alūm rahā ye vahm ki ham haiñ so vo bhī kyā ma.alūm duā
ma.āl-e-soz-e-ġham-hā-e-nihānī dekhte jaao bhaḌak uTThī hai sham-e-zindagānī dekhte jaao chale bhī aao vo hai qabr-e-‘fānī’ dekhte jaao tum apne marne
jab dil meñ tire ġham ne hasrat kī binā Daalī duniyā mirī rāhat kī qismat ne miTā Daalī ab barq-e-nasheman
kyā chhupāte kisī se haal apnā jī hī jab ho gayā niDhāl apnā ham haiñ us ke ḳhayāl kī tasvīr
apnī jannat mujhe dikhlā na sakā tū vaa.iz kūcha-e-yār meñ chal dekh le jannat merī saarī duniyā se anokhī hai
har ghaḌī inqalāb meñ guzrī zindagī kis azaab meñ guzrī shauq thā mānā-e-tajalli-e-dost un kī shoḳhī hijāb meñ guzrī karam-e-be-hisāb