• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Mein Hain to Hamein Yaad Baam-O-Dar Ki Hai

Safar Mein Hain to Hamein Yaad Baam-O-Dar Ki Hai

safar men hain to hamen yaad bam-o-dar ki hai

Thahar ga.e hain to phir aarzu safar ki hai

sukun se baiThne vaalo ye tum ne socha bhi

yahan ye chhanv hai lekin ye kis shajar ki hai

mire liye miri hijrat hi ajr kya kam hai

main chal raha huun ki har raah mere ghar ki hai

hamen bhi hai to ḳhabar dhuup chhanv ki ‘at.har’

ki ham ne bhi to koi zindagi basar ki hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Hoti Nahin Fikr Se Koi Afzaish

poet

Ham-Safar Yaad Hain Uske Jo Safar KHatm Hua

afroz-rizvi

Aaine Se Tumhaari Nazar der Se Mili

kishwar-naheed

Pahan Ke Pairhan-E-Gul Saba Nikalti Hai

Irada Tha Ki Ab Ke Rang-E-Duniya Dekhna Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet