• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tujhko Aati Hai dilase Ki Nahin Baat Koi

Tujhko Aati Hai dilase Ki Nahin Baat Koi

poet

tujh ko aati hai dilase ki nahin baat koi

kis tarah tujh se rakkhe jaan mulaqat koi

lag chale tujh se vo khani ho jise laat koi

haath kis tarah laga de tujhe haihat koi

dar se main chup huun tire varna bhari majlis men

baat karta hai koi tujh se isharat koi

mil gae raah men kal vo to kaha ‘rangin’ ne

kis tarah tum se kare ab basar-auqat koi

kuchh to insaf bhala kijiye dil men apne

tum ne maani bhi kabhi meri aji baat koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sahra Se Na Jangal Ki Kabhi KHak Se uTThe

Hue Hain Sard Dimaghon Ke Dahke Dahke Alaw

Sar Pe Suraj Ho Magar Saya Na Ho Aisa Na Tha

Hai Shikayat Dil Ko Aisa Kyon Nahin

Wo Zard Chehra Moattar Nigah Jaisa Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet