• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hazin Tum Apni Kabhi Waza Bhi Sanwaroge

Hazin Tum Apni Kabhi Waza Bhi Sanwaroge

hazin tum apni kabhi vaz.a bhi sanvaroge

qamis ḳhud hi giregi to phir utaroge

ḳhala-navardo bahut zarre intizar men hain

jahaz kaun sa patal men utaroge

utar ke niche kabhi mere saath bhi to chalo

buland khiḌkiyon se kab talak pukaroge

vo vaqt aa.ega ai mere apne sang-zanon

mahakte phulon ke gajre bhi mujh pe varoge

nikal rahi hai agar tirgi to kya tum log

sahar ke vaqt charaghon ki lau ubharoge

tumhen qalam ko lahu men Dubona aata hai

‘hazin’ zarur tumhi sher ko nikharoge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Surat Se Us Mahfil Mein Ja Kar

poet

Ai Jaan Shab-E-Hijran Teri Sakht Badi Hai

poet

Husn-E-Tadbir Bhi Tha KHubi-E-Taqdir Bhi Tha

ahmad-faraz

Hitch-Hiker

nida-fazli

Kala Ambar Pili dharti Ya Allah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet